Dimaag ke bare mein Rochak Tathya | Interesting Facts about brain in Hindi | Sat Hopes Facts |
Your Search in GOOGLE 🔍
Hamare shareer ka pramukh ang, DIMAAG Ham apne jeevan kaal me jo bhi kuchh karte hai, Bah hamare DIMAAG ke jariye hi ho pata hai. Subah utane se lekar raat ke sone tak! Khane se lekar jaane Tak, Khel-Kund se lekar Padne Tak, Bachchan se lekar Budape Tak jo ham karte hai bo ham apne DIMAAG ki badaulat hi kar pate hai.
Lekin hamare sharir ka Pramukh ang DIMAAG, kya ham iske bare me ye AMAZING FACTS (Interesting Facts) jaante hai!
.........Amazing Facts about brain 🧠......
Chaliye to aaj ham hamare DIMAAG ke bare me AMAZING FACTS (Interesting Facts) jaante hain.
- FACT no-1 🤔
( Hamare DIMAAG ka Bajan kitna hota hai?)
Hamare DIMAAG🧠 ka Bajan lagbhag 1400g-1500g ka hota hai.
Dimaag ke bare mein Rochak Tathya | Interesting Facts about brain in Hindi | Sat Hopes Facts |
- FACT no-2 🙂
(Hame Dar Kyun lagta hai?)
Hamare DIMAAG se AMYGDALA ko nikal diya jaaye to hame kabhi bhi dar nahi lagega, kyuki AMYGDALA dar ke liye jimmedar hota hai.
Dimaag ke bare mein Rochak Tathya | Interesting Facts about brain in Hindi | Sat Hopes Facts |
- FACT no-3 👍
( DIMAAG kitni energy consum karta hai? )
DIMAAG sote- jaagte work karta rahta hai, yahi karan hai ki bah poore shareer ka 20% Oxygen or Energy akele hi khapat kar leta hai.
Dimaag ke bare mein Rochak Tathya | Interesting Facts about brain in Hindi | Sat Hopes Facts |
- FACT no-4 👍
( Manusya ka dimaag marne ke bad kitni der tak kaam karta hai? )
Manusya ke marne ke 7 minutes bad Tak DIMAAG kam karta hai or bah un 7 minutes me apni saari achchhi buri yaadon ko sochta hai.
Dimaag ke bare mein Rochak Tathya | Interesting Facts about brain in Hindi | Sat Hopes Facts |
- FACT no-5 🧐
( Ham in chhejo ko dekhkar andekha kyun nahi kar sakte? )
Hamara DIMAAG, 3 cheejon ko dekh le to bah use kitna bhi ignore kare, lekin bah use ignore nahi kar sakta!
1 Bhojan
2 Khatra
3 Sex (sorry information hai to batana padega!)
- FACT no-6 🤔
( DIMAAG ki memory kitni hai? )
Jitni bhi information abhi tak khoji ja chuki hai usse kai Jayda information ko hamara DIMAAG Yaad kar sakta hai.
- FACT no-7 👍
( Hame bachpan ke kuchh saal yaad kyun nahi rahte? )
Bachpan ke kuchh saal hame yaad nahi hote, kyuki us samay hamare DIMAAG me HIPPOCAMPUS ka vikas nahi hua hota hai, jo yaddash ke liye jimmedar hota hai.
HIPPOCAMPUS |
- FACT no-8 🥺
( Hamari yaddast sabse kamjor kis samay hoti hai? )
Hamari yaddast dopahar ke khane ke baad sabse kamjor hoti hai.
- FACT no-9😒
( Ek din me hamare DIMAAG me kitne vichar ate hai? )
Ek din me hamare DIMAAG me lagbhag 70k vichar ate hai, jinme se lagbhag 70% vichar nakaraatmak hote hai.
- FACT no-10 ☝️
( Brain or Mind kya aag aag hai? )
Brain or Mind! Brain matlab DIMAAG or Mind matlab Man, dono aalag aalag hai or scientists aaj tak pata nahi kar paye ki man shareer ke kis hisse me hai.
Ye the aaj ke kuchh DIMAAG brain se jude kuchh Rochak Tathya (Amazing Facts).
Jinhe jaankar aapko achchha laga hoga, Apni raay hame comments karke jaroor batain.